Tik Tok Par Followers Kaise Badhaye | tiktok पर real follower कैसे बढ़ाये [2020]

tik tok par followers kaise badhaye | tiktok पर real follower कैसे बढ़ाये [2020]

doston is post me main aap sabko batane wala hun Tik Tok par like aur followers Kaise badhaye doston agar aap Tik Tok par like aur follower badhana chahte Hain to yah post aap shuru se lekar aakhiri Tak jarur padhna kyunki is post me main aap sabko best trick batane wala agar aap isko TRAI karoge to 100% result achcha milega or apki videos viral bhi ho sakti hai.

Tik Tok Par Like Or Follower Badhane Ka Tarika:–

1. Social Media Sharing :- doston aapko apni Tik Tok videos ko social media per share karna hai Jaise Facebook, Instagram, Twitter, WhatsApp, per share karna hai URL ke sath dost jab aap social media par apni video ko share karenge agar aapka content achcha hoga to log like aur follow donon karenge matlab aapka content videos logon Tak pahunch jaega.

2. Duet (Reaction) :- doston agar aapko turant like aur follower chahie to Tik Tok me ek option aata hai duet jisko aap reaction bol sakte hain to is option ko ko use karna chahie shuruaat time bahut useful hai aur isase aapko bahut help milegi matlab turant like follower badha sakte hain thoda bahut aapko react karna padega.

3. Trending Topics :- doston kya aapko pata hai trending topic ke bare me main aapko batana chahunga doston trending topic bahut important hota hai videos viral karane me to doston koshish karen trending topic per bhi videos banaen ismein growth jyada milta hai aur aap ki videos viral bhi ho sakti hai.

4. Trending Hashtag:- doston trending hashtag bahut important hota hai videos viral karne ke liye to dost jab bhi aap video upload Karen trending hashtag jarur use Karen. Trending Hashtag k liye tik tok open kren or search ke option pe click uske unlimited trending Hashtag mil jaega. Niche aap Screenshot me dekh sakte ho

5. Quality Content:- doston quality content bhi bahut important hota hai har social media platform per to dost jab bhi aap videos upload Karen quality content me upload Karen matlab ful HD me.

6. Tagging :- doston kya aapko pata hai tagging ke bare me to main aapko batana chahunga doston tagging bhi bahut important Hota hai videos viral karne ke liye to doston jab bhi aap videos upload Karen Tik Tok India ko tag jarur Karen apne friend ko bhi tagg kar sakte ho niche screenshot me dekh sakte ho.

7. Follow For Follow:- doston yah tricks aapke liye best hai matlab 50, 100, followers wale bande Ko follow karna hai Jaise aap follow karenge usko 1 notification milegi apki all videos dekh kar apko follow bhi Karega like bhi to aise karke aap apne videos ko logon Tak pahuncha sakte hain aur jab aapki videos ko ful watch time milega Tik Tok automatic aapki videos ko viral kar dega.

8. Videos Uploading Time:- dosto Tik Tok Par video upload karne ka Best time kya hai main aapko batana chahunga is time par video upload karna 6:00 am 9:00 am 12:00 2:00 pm 4:00 pm 6:00 pm 9:00 pm10:00 pm is time per aap videos upload kar sakte hain result bahut achcha milega sabse best time subah 6:00 am sham ko 6:00 pm 110% Viral hone ka chance rahta hai kyunki is time per log mobile jyada use karte hain aap TRAI karke dekh lena.

9. Regular Upload:- doston regular uploading bahut jaruri hai to aap koshish karen regular videos upload Karen Aisa nhi Sunday ko 5 videos uploaded or or baki day’s ek bhi nhi to fir koi faida nhi hoga…regular upload Karen

10. Trending Challenge:- doston tik tok per Apne jarur dekha hoga Challenge … doston agar aap ke andar koi bhi talent ho to aap uska video banaaiye aur Tiktok per upload kijiye log aapke sath duet karenge react karenge aapka challenge accept karke video banaenge aur aise karke bhi aap tik tik tok per Viral ho sakte ho aur aap challenge accept bhi kar sakte ho aur doston apka content bhi unique hoga matlab sabse alag hoga.

11. Original Content:- doston kuchh log kya karte hain kisi aur ki video download karke upload karte Hain doston Aisa nahin Karna hai kisi aur ki video download karke upload nahin karna hai doston agar aap Aisa karenge to Tik Tok aap ki id ko Freeze kar dega aur aapki videos ko delete kar sakta hai aur aapki ID ko suspend bhi kar sakta hai isko copyright bhi bol sakte ho aap doston agar aap copyright content use nhi Krna he Tik Tok ke community guidelines ke khilaf hota hai koshish karo khud Ke video bnao original content dalo.

12. Best Comment :- doston popular videos me aap comment kar sakte ho comment kuch Aisa karna ki log aapki profile click karne per majbur Ho jaaye aur jab log aapki profile click karenge to aap ki all video check karenge aur agar aapka content achcha lagega to log aapko like aur follow karenge aur sharing bhi karenge. niche screenshot me dekh sakte ho

13. Active ( Online) :- doston aap koshish karen Tik Tok par active rahe shuruaat time comments ka reply Den.

14. Video Editing App :-  (Power Director)  ( kinemaster ) video editing ke liye yah donon app best hai

15. Attractive Profile :- dosto profile attractive honi chahie chahie matlab Best log profile bhi check karte hain. profile photo ya video Aisa Laga ki log dekhe to dekhte rah jaaye.

5 thoughts on “Tik Tok Par Followers Kaise Badhaye | tiktok पर real follower कैसे बढ़ाये [2020]”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top